E-Sim Wiki
Advertisement

Larai (Fight)[]

Fighting aik bohat zaruri hissa hai E-sim ka, jo uski dunya main sabse zyadah istemaal hota hai

Fighting aik banday ki tarhan:
  • Experience Milna (1 XP point her hit)
  • Achay karain Military Ranks
  • Jeetna Battle Hero medal

Mulk kis tarhan lartay hain:

  • Subhin pay kabza kerna
  • Apnay subhon ko doosray mulkon se bachana
  • Apnay khoyay huway subhay wapis lena

Aik jung main lar ke aap apna damage barha saktay hain aur woh apko kaafi experience deta hai, yeh aik mulk ko acha aur bada bhi banata hai aur yehi sabse zaroori hota hai aik eMulk ke liye

Howtofight 4








Kis tarhan larna hai[]

Jain "Country" -> "Battles" ya phir Battle Menu istemal karain, uske baad uspe jung pe dabain jis main aap larna chah rhay hain

Yaad rakhain ke sirg jung aapke mulk ki apko milain gi Battle Menu main aur wahan pe aap lar saktay hain binna safar kiye huway

Bahar ke mulk kesay larna hai?[]

Jab aik jung apke mulk ki nhi hoti to apko doosray mulk main safar ker ke larna parhta hai, yaad rakhain jiss side ke liye larain ge ussi mulk main jana parhay ga ya uski dost mulkon main

CYcmKxs


Ultay haath wala mulk defender hai aur seedhay hath wala attacker, jesay ke aap dekh saktay hain ke yeh resistance Jung Resistance War nhi hai, issi liye apko jis side ke liye larna hai ussi mulk main jana ho ga yah phir uske dost mulk main, yaad rakhain ke ager aap kareebi mulk ki jagah pe nhi hain to apkoo (20% bonus damage) nhi milay ga, ager attacker ka apke sath border nhi hai toh apko jagah ke debuff pe larna hoga (20% kam damage)

ZWwZae4

Ager woh Resistance Jung Resistance war hai toh apko ussi zubhay pe jana ho ga jahan woh jung chiri hai, iss tarhan aap dono sides ke liye lar saktay hain, apko khud ba khud bonus jagah mil jai gi


 Larnay ke tareeqay[]

Aap yah toh weapons ke sath lar saktay hain yah phir unke bagair. Jiss kefiyat ki weapons hon gi uss hisaab se aap damage karain ge aur ager aap koi weapons nhi istemaal kertay toh aapka damage sabse kam hoga, article ke neechay ka "Damage formula" dekhain

Apke paas 2 tareeqay hain jung main, her hit 10 HP leti hai

  • Fight (1 hit, 10 health points)
  • Berserk (5 hits, 50 health points)

Hit aur Berserk main koi farq nhi hai, magar behtar yahi hai ke aap berserk istemaal kerain taqay aapka time bachay aur aap jung ko jaldi tabdeel karain, yaad rakahin ke berserk 5 weapons istemaal kerta hai

Fight-0

Larnay ke liye apkp health chahiye hai, aur health lanay ke do tareeqay hain, khana aur tohfay khain, her khana aur tohfay ka tuqra apko aik % ke health deta hai, yeh uski kefiyat per laagu hota hai

  • 1 food/gift Q1(10 health points)
  • 1 food/gift Q2(20 health points)
  • 1 food/gift Q3(30 health points)
  • 1 food/gift Q4(40 health points)
  • 1 food/gift Q5(50 health points)

Menu ke neechay, khana aur tohfay select karain aur apko nazar aai ga ke top 3 banday kon hai

7TJWu0K









Her round 2 ghanton ka hota hai aur 8 round jeetnay hotay hain, jung jeetnay ke liye

Equipment[]

Equipment ke 5 jagain hain Helmet, Vision, Armor, Weapon upgrade, Offhand

Kaafi tarhan ke equips hotay hain

  • Increase critical chance by x% (default 12.5%)
  • Increase maximum damage by x%
  • Increase damage by x%
  • Increase strength by x
  • Increase hit by x
  • Increase chance to avoid damage by x% (default 5%)
  • Reduce miss chance by x % (default 12.5%)
Equip


______________________________________________________________________________

Critical hit chance[]

Critical hit chance laagu kerta hai apke stats pe, shuru ka 12.5% hai, jab woh aata hai toh woh apka asli damage double ker deta hai!

Yeh bari achi baat hoti hai ke aap zyadah damage kam samay main kerain

Critical chance 40% se ooper nhi jata

VERY GOOD

______________________________________________________________________________

Increase maximum damage[]

(x)(Stats dekhain) Maximum damage: Yeh apka maximum damage zyadah kerta hai jo apke stats pe lagu hota hai. Apka maximum damage aap dekh saktay hain train section mian yah apni profile page per. Yeh apka maximum damage per hit yah berserk pe he barhata hai

NORMAL

______________________________________________________________________________

Increase damage[]

(y)(Stats dekhain) Increase damage: Yeh apka damage increase kerta hau jo aap her hit pe martay hain (minimum yah maximum). Apke minimum aur maximum damage aap dekh saktay hain train section se yah apne profile page se

NORMAL

______________________________________________________________________________

Increase strength[]

Aik equipment jo apki taqat barhata hai woh bilkul beqar nhi hota, kyunke woh apki her hit ka damage barhata hai

BAD

______________________________________________________________________________

Increase hit[]

Apki her hit ka damage barhata hai jitni uski kabiliyat hai

BAD

______________________________________________________________________________

Chance to avoid damage[]

Ager apke paas ata hai toh aapki:

  • Health nhi khatam hogi
  • Apko 1 xp mile ga ager hit thi aur 5 ager berserk
  • Aap 1 weapon istemaal karain ge ager hit thi aur 5 ager berserk

VERY GOOD __

____________________________________________________________________________

Miss Chance[]

Ager aap miss ker detay hain hit ya berserk:

  • Toh aap 0 damage karain ge
  • Health bhi lose karain ge
  • 1 weapon istemaal karain ge ager hit aur 5 ager brserk
  • 1 xp lain ge ager hit aur 5 ager berserk

IMPORTANT

 Military Rank[]

Her admi ka military rank uske damage per lagu kerta hai damage jo unho ne jangon main kiya hota hai

Jin logon ki rank unchi hai, woh damage bhi utna he kertay hain

Military status

Ranks[]

Rank Naam

Zaroorati Damage

Bonus damage

Medal

Rookie 0 0%
Private 250 10% Private-glam
Private First Class 1000 20% Private-1st-Class-glam
Corporal 3000 30% Corporal-glam
Sergeant 5000 40% Sergeant-glam
Staff Sergeant 10.000 50% Staff-Sergeant-glam
Sergeant First Class 30.000 60% First-Class-Sergeant-glam
Master Sergeant 60.000 65% Master-Sergeant-glam
First Sergeant 100.000 70% 1st-Sergeant-glam
Sergeant Major 250.000 75% Sergeant-Major-glam
Command Sergeant Major 500.000 80% Command-Sergeant-Major-glam
Sergeant Major of the Army 750.000 85% Sergeant-Major-of-the-Army-glam
Second Lieutenant 1.000.000 90% Second-Lieutenant-glam
First Lieutenant 1.500.000 93% First-Lieutenant-glam
Captain 2.500.000 96% Captain-glam
Major 5.000.000 100% Major-glam
Lieutenant Colonel 10.000.000 103% Lieutenant-Colonel-glam
Colonel 17.000.000 106% Colonel-glam
Brigadier General 25.000.000 110% Brigadier-General-glam
Major General 35.000.000 113% Major-General-glam
Lieutenant General 45.000.000 116% Lieutenant-General-glam
General 60.000.000 119% General-glam
General of the Army 80.000.000 121% General-of-the-Army-glam
Marshall 100.000.000 124% Marshall-glam
Field Marshall 125.000.000 127% Field-Marshall-glam
Supreme Marshall 175.000.000 130% Supreme-Marshall-glam
Generalissimus 250.000.000 133% Generalissimus-glam
Supreme Generalissimuss 400.000.000 136% Supreme-Generalissimus-glam
Imperial Generalissimus 600.000.000 140% Imperial-Generalissimus-glam
Legendary Generalissimuss 800.000.000 142% Legendary-Generalissimus
Imperator 1.000.000.000 144% Imperator-glam
Imperator Caesar 1.500.000.000 146% Imperator-Caesar-glam
Deus Dimidiam 2.500.000.000 148% Deus-Dimidiam-glam
Deus 5.000.000.000 150% Deus-glam
Summi Deus 7.500.000.000 152% Summi-Deus-glam
Deus Imperialis 10.000.000.000 154% Deus-Imperialis-glam
Deus Fabuloso 15.000.000.000 156% Deus-Fabuloso-glam
Deus Ultimum 20.000.000.000 158% Deusultimum small

Zyadah damage kesay kerna hai[]

Aap zyadah damage ker saktay hain weapons istemaal ker kay. E-sim main 5 kefiyat wali weapons hain, 1 se le kar 5 tak, aur jitne uski kefiyat utna aap damage kerain ge

Aur aap damage aur zyadah ker saktay hain Special Items khareed kar

Weapon ki kefiyat

Damage bonus

Nangay Hath -50%
Q1 20%
Q2 40%
Q3 60%
Q4 80%
Q5 100%

زمرہ:Pakistan زمرہ:Tutorials

Advertisement